"Ae Logo'n !
Tum Kis Dunya Per
Fakhar Kerty Ho ?
Jahan Behtreen
Mashroob Makhi Ka
Thook (Shehad) Aur
Behtreen Kapra Keeray
Ka Thook (Resham) Hy"
Sabr को इमान से
Wohi Nisbat Hy Jo Sar
Ko Jism Sy Hy
Jis Terha Bagher Sar k
Jism Bekaar Hy Isi
Trha Bagher Sabr k
Emaan ...
"Dunya me kbhi kisi
achy insaan ko talaash
mat kro
Bal k
Khud achy ban jao,
Ho skta hy k
Tmhary is amal sy
kisi aur ki talaash
khatam ho jaye ..."
Apni Jawani k Dhokey
Mein Na Aana
Kyun k
Ye Anqareeb Tujh Se
Le Li Jaye Gi ...
Insan gunah
kerne ki waja
se jahanum mein
nhi jata
Bal k
gunah per
mutmaen rehny
aur tauba na krne
ki waja se
jahanum mein
jata hy
"Beshak Dilo'n Mein
Burey Khyal Aate Hyn
Magar
Aqal-o-Danish Insan Ko
In Sy Duur Rakhti Hy ..."
Tamam Nekiya'n
3 Baato'n Main Jama
Ker Di Gayi'n Hyn
1- Nigah
2- Khamoshi
3- Guftugu
"Jo Shaks Kal Ko Apni
Maut Ka Din Samajhta
Hai ...
Usay Maut Aane Se
Koi Takleef Mehsoos
Nahi Hoti..."
Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat,
insan ko Dushmnon k dilon
main b Mehboob bana deti hai
Jab Tum dunya ki Muflisi se tang aa jao
aur Rizaq ka koi rasta na niklay to
Sadqa day ker Allah se tajaarat kiya kero.
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy
SABAR"
Eman ki Bunyad
"SAKHAWAT"
Insan ki Zeenat
"SACHAI"
Haq ki Zabban
"NARMI"
Kamyabi ki Kunji Aur
"MOUT"
eik bay khabar Sathi hai
Tum Kis Dunya Per
Fakhar Kerty Ho ?
Jahan Behtreen
Mashroob Makhi Ka
Thook (Shehad) Aur
Behtreen Kapra Keeray
Ka Thook (Resham) Hy"
Sabr को इमान से
Wohi Nisbat Hy Jo Sar
Ko Jism Sy Hy
Jis Terha Bagher Sar k
Jism Bekaar Hy Isi
Trha Bagher Sabr k
Emaan ...
"Dunya me kbhi kisi
achy insaan ko talaash
mat kro
Bal k
Khud achy ban jao,
Ho skta hy k
Tmhary is amal sy
kisi aur ki talaash
khatam ho jaye ..."
Apni Jawani k Dhokey
Mein Na Aana
Kyun k
Ye Anqareeb Tujh Se
Le Li Jaye Gi ...
Insan gunah
kerne ki waja
se jahanum mein
nhi jata
Bal k
gunah per
mutmaen rehny
aur tauba na krne
ki waja se
jahanum mein
jata hy
"Beshak Dilo'n Mein
Burey Khyal Aate Hyn
Magar
Aqal-o-Danish Insan Ko
In Sy Duur Rakhti Hy ..."
Tamam Nekiya'n
3 Baato'n Main Jama
Ker Di Gayi'n Hyn
1- Nigah
2- Khamoshi
3- Guftugu
"Jo Shaks Kal Ko Apni
Maut Ka Din Samajhta
Hai ...
Usay Maut Aane Se
Koi Takleef Mehsoos
Nahi Hoti..."
Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat,
insan ko Dushmnon k dilon
main b Mehboob bana deti hai
Jab Tum dunya ki Muflisi se tang aa jao
aur Rizaq ka koi rasta na niklay to
Sadqa day ker Allah se tajaarat kiya kero.
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy
SABAR"
Eman ki Bunyad
"SAKHAWAT"
Insan ki Zeenat
"SACHAI"
Haq ki Zabban
"NARMI"
Kamyabi ki Kunji Aur
"MOUT"
eik bay khabar Sathi hai
Comments
Post a Comment